शुक्रवार, 14 अगस्त 2015

Door jane ka ishara tha


Badi shiddat se maine unhe pukara tha,
na jane unki ankhon me koun sa nazara tha...
Hume yakeen tha ki wo loutkar aayenge ek din,
Par ye to unke door jane ka ishara tha..

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें